Computer,PC me folders aur files ko hide ya unhide kaise kare hindi me jante h step by step.
Kya aap apne private folders ya files ko apne laptop ya computer me hide karna chahte h bahut hi simple h laptops aur computers me files ya folders ko hide karna. Agar aapne abhi tak kisi bhi folders ya files ko hide karke nhi dekha h to main aapse kahna chahuga ki pahle aap vahi folders hide kare jo important nhi h. Baad main aap achhi tarah se sikh jaaye tab important folders ya files ko hide ya unhide kar sakate.Laptops me folders aur file ko hide,unhide karne ka software nhi h to aapke sabhi ducement secured nhi h.Bhina software ke hide kiye huve folders ko koi bhi open kar sakata h. Folders ko jayada secured banane ke liye files hide karne ka software download kare. Software me files ko hide karne ke baad password enter karne hote jisse aapke bhina us folders ya files ko koi dusara open nhi kar skata.Apne computer me bhina kisi software ke folders ko hide ya unhide kaise karte h hindi me jante step by step.

Laptops Me Folders / Files ko Ko Hide Kaise Kare Hindi Me Janiye.

1.Jis bhi folder ya files ko hide karna chate h us folder par mouse ka right button dabaye.
2.Phir files ki properties par click kare.

3.Baad me hidden name par tik kare aur Phir adanvance par click kare.
4.Advances pe click karne ke baad me aapke samne kuchh option hoge
un option me tik karna h aur baad me ok button pe click karde.
Like This image-

5. Phir files ki properties ko save karde. Ab aapki files hide ho chuki h.
Ab jante h ki laptops ya computers me files ko unhide kaise karte h hindi me.


Computers ya Laptops me files ko unhide kaise kare hindi me jaante h.


1. Sabse pahle to aapne jis local disk me folder ko hide kiya h us disk me jaaye.
2.Local disk me jaane ke baad me upper tool name par click kare.
3.Tool par click karne ke baad me folder option par click kare.
4.Phir view par click kare.
5.Now choose all hidden files and folders show.

6.Phir okay pe click karde ab jo files aapne hide ki thi vo unhide ho gayi h.
7.Ab aapne jis files ki setting change ki thi vo dubara se defaults karde.


Is tarike aap apne computer ya laptops me folders aur file ko hide ya unhide kar sakate h.

Ye bhi jaaniye hindi me step by step:-

Agar aap kuchh puchhana chahte h to niche comment box me apna comment likhe. Aap hume
social midia par follow bhi kar sakate h.

Releted Keywords:-  

Computer file hide trick. Laptop hide file open. Computer me file hide kaise kare. Hide computer file extensions. File hide application for computer. File hide software for computer free download. Hide file in computer janiye in hindi me. Computer me file kaise save kare. computer me file kaise save karte hain. Computer file lock kaise kare. Laptop me file lock kaise kare. Computer me file hide kaise kare. Computer se mobile me file kaise bheje. Laptop me file save kaise kare. Computer me file ko lock kaise kare. Computer se mobile me file transfer kaise kare. Computer me zip file ko unzip kaise kare. Laptop se delete file ko wapas kaise laye.

और नया पुराने

Popular Post

loading...