Blogger blog ki speed kaise badhaye. Website ki speed kaise increase kare. Blogspot site ki loading speed kaise fast kare. WordPress site ki speed kaise badhaye.
Website Ki Speed Kaise Badhaye Hindi Me Janiye
हेल्लो दोस्तो आज हम जानेंगे कि ब्लॉग साइट, वेबसाइट की स्पीड कैसे बढ़ाएं तो चलिए जानते है,सबसे पहले तो अच्छा सा टेम्पलेट यूज करे अपने ब्लॉग के लिए जो स्माल साइज का हो सियो फ्रैंडली हो, ब्लॉग टेमपलेट में ज्यादा जावास्क्रिप्ट और ज्यादा जेएस फाइल ना हो, ब्लॉग साइट के टैम्पल को स्माल साइज का होना बहुत ही जरूरी है अगर आप ब्लॉग काफी टाइम से यूज कर रहे तो आपको पता भी होगा कि गू्गल सर्च में ब्लॉगर साइट को लाना काफी मुश्किल है अगर आपकी ब्लॉग वेबसाइट में लोडिंग टाइम काफी ज्यादा लगता है तो आप ने देखा होगा आपके पोस्ट गूगल सर्च में सही से इंडेक्स नहीं होते खास कर आपके न्यू पोस्ट गूगल सर्च में आने में काफी टाइम लग जाता है इसका मैन कारण यही है की आपकी ब्लॉग साइट का लोडिंग टाइम बहुत ज्यादा है, फास्ट लोडिंग ब्लॉग टेम्पेट आप इस लिंक पर क्लिक करके देख सकते है इन सभी ब्लॉग टैम्पल का लोडिंग टाइम स्पीड जबर्दस्त है, और भी बहुत कारण है तो चलिए जानते सभी के बारे में विस्तार से,
1)Compress CSS html JavaScript file.
CSS Ko to blog site me compress karna bahut hi jaruri hai. AAP top site dekh jinka achha khasha tarrfic hai in me to CSS aapko compress hi melega. Pahle AAP css Ko compress kare uske html aur JavaScript Ko bhi kar Lena pahle css compresser me css Ko compress kare aur uske baad apni blogspot website ki speed check kare. Aapko antaja ho jayega ki Apne blogger template Ko kaise fast Kiya jata hai. Niche me kuchh css compresser tools ke link deta hu yaha se compress kr Lena best rahega aapki blog site ke liye.https://csscompressor.com
https://cssminifier.com
2)Compress Images Before Uploading.
Apne blog me hamesha Small size ki image upload kare. Jab AAP blogspot site me apna post Dale to images Ko pahle compress kar le. AAP online image size Ko Chhota kar sakte hai iske liye me aapko ye tools suggest karuga me bhi in tools ka istemal karta hu.https://compressjpeg.com
https://compressimage.toolur.com
3) Use 3-4 post on home page.
Home page pe hamesha 3 se 4 post Ko rakhe, blogger site me ya koi jayada tarrfic Vali site aap check kar sakte hai, Home par page Ko bahut Kam article milege.4) Use responsive - Mobile Friendly. Blogger template.
Ye to bahut hi jaruri hai. Template jesa ki mane uper bataya bhi hai. fast loading, mobile friendly, SEO friendly , hona chahiye. Aapko koi achha SA SEO friendly Blogger Template nhi mil rha hai to mera ye article aapke liye bahut hi khas hai. Is link Ko open kare aur choose kare Apne blog ke liye 1 achha SA fast loading , mobile friendly, Responsive templateTop 10 Seo Friendly Blog Templates List.
5) jayada ads na lagaye Apne blogger site me.
Agar aapki blog site fast loading hai, template bhi aapne achha use Kiya hai apni website me to 1 factor ye bhi rahta hai, agar aapne jyadha ads Laga li to aapki site search engine me bilkul down aa jayege. To Kam ads ka use kare.6) Jayada widget use na kare.
Blogspot main men Karn ye bhi hai, jayada widget use karna, Kam widget ka use kare aur in widget Ko aap minimise bhi kar sakte hai is tricks se bahut se blogger karte hai. Blogspot ke HTML me aapko Khali ye change karna hai, is aapki website ki 200% tak speed hai vo bad jayegi. Sabhi tricks 8 number coulom me di Hui hai.7)Check Your blogger site speed on this tools.
Google Page InsishtsPingdom Tools
GT Matrix
8) Remove This JavaScript given below.
Sabse pahle to Apne blog me se google font scripts Ko remove karde.https://www.blogger.com/static/v1/widgets/45285941-widget_css_bundle.css https://www.blogger.com/static/v1/widgets/48951571-widgets.js https://apis.google.com/js/plusone.js https://www.blogger.com/static/v1/jsbin/98564152-comment_from_post_iframe.js
Keywords :- Blogger blog ki speed kaise badhaye. Website ki speed kaise increase kare. Blogspot site ki loading speed kaise fast kare. WordPress site ki speed kaise badhaye.
Ye Bhi Janiye Hindi Me -
SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe
Blog Post Images Ko Seo-Friendly Kaise Banaye
Website Ko Mobile Friendly Kaise Banaye