How To Start A Small Business In Home-Best Ideas For Starting Home Base Works.

Home business start karne ke liye sabse important ye h ki aap jo work karna chahte h. Us business ya work me aapka interest hona chahiye. Aap jo work ya business start karna chahte h. Us business ki saari information aapko pahle hi pata honi chahiye. Yani aapko pahle ye pata hona chahiye ki aap jo business start karna chahte h. Usme aap successful ho skate ya nhi. Aap jo business start karna chahte h. Usme aapko kitna labh ya hani h. Aap jo work karna chahte h. Us work ko karne ka aap me hunar h ya nhi.
Start+Small+Home+Base+Works+Business+Ideas+HindiKuchh important home base works Idea aapko me batata hu. Agar aapka interest in business me h.
To aap successfully in business ko start kar sakte h. Mehanat to aapko karni hi padegi. Mehanat to koi bhi work  kro karni hi padti h. Bina  mehanat ke to aap refresh bhi nhi ho skate. Agar aap sache mn our lagan se work karoge to aap 100% apne business me successful rahage.

 Best Ideas For Starting Home Base Works And Home Base Business

 

1. D.J speaker sounds :- 

 Ager aap apne home me rahte h  berojagar h to aap 12-13  speaker sath me 1 laptop ya computer plus 1-2 Bess amplifiers laker apna small business start kar skate. Baad me is business ko future me bada bhi skate h.

2.Computer Repair Shop :-

Aapko agar computer ki basic jaankri bhi h. To ye  business bhi aapke  liye 1 choice h. Apko  pahle ye work sikhana hoga. Ye kaam aap jaldi hi sikh jaayege . yadi aapke paas computer ki basic jankari h to.

3.Bike-car garage repairing Business :-

Ye business bhi aapke liye 1 option h.
Is work me aap apne Khud ke mechanical bhi rakh skate h. Par aapko pahle thodi mehnat karni hogi. Pahle aapko ye kaam sikhana h. Phir baad main aap apna khud ka garage bhi khol sakte h. Ab aap logo ko bhi ye work sikha skate h.

4. Restaurant Business :- 

Aap 1 Restaurant bhi start kar skate h. Vo bhi apne bajat ke hisab se. Isme jyada paise bhi kharch nhi karne padte.

5.Fruit Jus baar :- 

  Ye work sabse achha h. Isme aapko  kam paisa kharch karna padega saath me ye bahut aasan kaam h.

6. Satring Ka Business :-

Aap satring ka business bhi kar skate h. Iske liye aapke paas 3-4 lakh paise hone chahiye. Satring ke business main jyadater log successful hi rahte h. Is business me aapko apna satring ka saman kiraye par 
dena hota h. Jo ki new building new house banane me help karti h.

7. Book Store :- 

Yes aap book store ka business bhi kar skate h. Aap school ke ya college ke students ke liye book store kar skate h.

8.photographs :-

  Aap apni photo shop bhi kar skate h. Iske liye aapke paas achhi quality ka video recorded or camera hona chahiye . Saath me 1 computers + printer bhi hona chahiye . Saath me aapko photos editing bhi sikhni padegi. Baad me aap viva saadi ki video banakar bhi paisa kama skate h

9.online  form apply :-

 Aap  students ke online form apply karke bhi paisa kama skate h.  Kisi school ,college ke online form apply karke bhi paisa kama skate h.

10.Insurance agent :- 

Aap Insurance deni vali kisi company ke agent ban kar bhi achha khasa paisa kama skate h.

Ye Bhi Janiye Hindi Me Step-By-Step :- 



Jewellery maker: aapko sona pasand h to aap ye business bhi kar skate h. aapko sone ko design karna aana chahiye Jase ring, har, chude, etc.

gift shop : gift shop bhi aapke achha option h agar aap karna chahe to.
Mobiles shop : aap apni 1 mobile shop bhi khol kar skate h. ya phir mobile repairing  ki shop bhi kar skate h.
Kam Lena our jyada main bechana :- Aap koi bhi chij ko kam me lekar kisi  our ko jyada main bech  skate h vo bhi olx, ya kahi or. Aap bhi hame comment ke madhyam se business home base work ke ideas de sakate h.

Releted Keywords :-

  • home based business ideas for womens. home based business ideas for extra income. easy home based business ideas in india. home based business ideas hindi .

और नया पुराने

Popular Post

loading...