हेल्लो दोस्तो कैसे है आप सब आज हम जानेंगे कि Photo Ka Background Kaise Change kare. Photoshop me image ka background kaise hataye. Photo ka background kaise remove kare. Computer (PC) me image ka background kaise badle. Laptop me photo ka background kaise change kare. Chaliye jante hai hindi me step-by-step.

Image Ka Background Kaise Remove Kare

change-remove-photo-background

     Photo Ka Background Kaise Change Kare


Dosto Aaj ham sab Digital Jamane main ji RAHE hai. Ham sab ke android mobile phone hai. Sabi social media ka use karte hai. Social media par hamare dost achhi achhi photo share karte rahte hai us image ko edit karke. Lekin agar aapko achhe se photo editing karni aati to ye post aapke ke liye hai. Is post ko pura padne ke Baad aapko pata chal jayega ki photo ka background kaise change karte. Background kaise remove karte hai.
  1. Photoshop Me Photo Ka Background Kaise Change Kare ( Background Kaise Remove Kare) 
  2. Online Photo Ka Background Kaise Change Kare.
  3. Android Mobile Phone se Image Ka Background change Kaise Kare. 
  4. Best Photo Editing App For Android Phone In Hindi.
  5. Computer ya Laptop Me Photo Background Hataye Kaise Kare.
  6. Best Top Photo Editing Software For Computer (PC) In Hindi.

1. Photoshop Me Photo Ka Background Kaise Change Kare ( Background Kaise Remove Kare).

Sabse pahle Photoshop ko open kare. Jis photo ka background change karna hai. Usko Photoshop me open kare. Function tool me se 'lasso tool' Ko select kare. Jaisa ki niche image me dekh sakate hai. Ab is tool se photo ko cut karle. Photo cut karne ke Baad us photo ko new sheet par le jaye ya other background photo ko open karke us par set kar sakate hai. 

2. Online Photo Ka Background Kaise.

Online photo ka background change karna. Sabse aasan hai. Lekin online me Photo pass se khichi honi chahiye aur passport size ke is tool Ko use karna best hai. Sath me photo ki quality achhi honi chahiye. Tabi is tools se Photo Ka Background change kar sakate hai. Is tool ka link - remove.bg , is Naam se tool hai is tool par jakar aap aasani se apni photo ka background hata sakate hai. 

3. Android Mobile Phone se Image Ka Background change Kaise Kare. 

Apne smartphone se bhi background badle sakate hai. Iske liye aapke mobile me snapseed naamak apps hona chahiye. Jo ek photo editing app hai. Sabse achha app hai ye, isko chalane ke aap YouTube par sneepseed se related tutorial dekh sakte hai. 

4. Best Photo Editing App For Android Phone In Hindi

  1. Sneepseed App.
  2. PicsArt Photo Editor.
  3. Power Director.
  4. Adobe Apps.
  5. LightX.
  6. Photo Effects Pro.

5. Computer ya Laptop me Photo Background Hataye Kaise Kare.

Computer me photo ka background badlne ke liye aapko kafi software mil jayege. Jinse aap aap aasani se background badle sakte hai. Lekin best adobe Photoshop hai hi. Laptop me photo ka background remove karne ke liye kuch best application niche di huvi hai.

6. Best Top Photo Editing Software For Computer (PC) In Hindi.

  1. Adobe Photoshop
  2. GIMP Software
  3. Paint Shop Pro
  4. Polarr Application
  5. Aurora HDR Software

Post a Comment

और नया पुराने

Popular Post

loading...