Blog-Site-Page-Kaise-Banaye-Banate-Hai-In-Hindi-MeDosto aaj ham blogger me privacy policy,about us,terms and conditions, contact form ye sabhi page blogger me kaise add karte hai aur in pages ko kaise banate hai iske bare me janege hindi me step by step.

How To Create Privacy Policy, About Us, Terms And Conditions Pages Hindi Me Janiye


Sabse Pahle Jante Hai Ki Blogger Websites Me Privacy Page Kaise Banaye :-


Sabse pahle to blogger ke dashboard me jaye aur create a new page par click kare. Ab Upper title options me Privacy Policy likhe. Ab niche phir se Privancy Policy likhe. Ab iske niche apni site ke bare me likhe. Phir visiter aapki blog sites ke sath kaisa vayevar kare uske bare me bataye. Privacy page me minimum 500 contents to hone hi chahiye.500 contents write karke ise publish karde. ab aapki site ka privancy page ready hai .Ab apni site me privancy policy page ka link add karde. Aap meri site ka privacy page dekhe phir aapko samaj aajega ki privacy page kaise banate hai - Privacy Policy

Ab jante Hai Blogger Website Me About Us  Page Kaise Banate Hai:-

Sabse pahle title options me About Us write kare phir dubara niche About Us write kare heading ke rupme. Ab kuchh apne bare me bataye visitors ko yani kuchh apne bare me likhe. Phir apne sabhi social Media ke link dale aur in link ke bare me apne friends ko bataye. Ab About Us page ko publish karde. Ab is page ka link bhi apni blogger websites me add karde. Meri site ka about us page dekhe - About Us

Ab Jante Hai Blogger Site Me Terms And Conditions Page Kaise Banaye:-  

Jaise privacy Policy aur about us page ki heading write ki thi  vase hi iski bhi heading write kare aur niche  apni blog sites ki terms and condition bataye apne friends ko vase terms and conditions page aur privacy policy page same hi hote hai par aap in dhono page me thode se different contents dale.Check my site page - Terms And Conditions

Ab Jaante Hai blogger Site Me Contant Us Form Kaise Add Karte Hai Hindi Me:-

Contact Us Form Demo- Views 
Contact Us Form kaise banate h aur blog main kaise add karte hai uski full jankari yaha h is link ko open kare-dosto ye artical aapko kaisa laga hume javab de neche comment form ke madhyam se. 


🎩 Ye Bhi Janiye Hindi Me:-

How To Add Widget In Blogger Hindi Me Jaaniye.



How To Add Widget In Blogger Hindi Me Jaaniye.
और नया पुराने

Popular Post

loading...