Hi, friends aaj ham is post ke dwara  jaanege Feedburner kya h. how to make a feedburner ID plus feedburner ko blogger me add kaise kare. Yani ki all information about feedburner.sabse pahle jaante h ki feedburner id h kya. Hindi me step by step. Dosto feedburner id bahut hi important h agar aap blogging karte h to feedburner aapke sabhi post ko jisne aapki websites subscribers kar rakha h uske paas new post automatically pahuch jaate h feedburner ki help se. Jisse blogger websites ke page views bhi increase hote h sath me income bhi badati h. Feedburner bilkul free service h. Feedburner id banane me koi paisa nhi lagta. Chaliye ab jaante h ki how to make a feedburner id Hindi me.
Sabse pahle to feedburner par jaaye.

🎩 How To Make Feedburner ID Hindi Me Janiye

Feedburner-ID-Create-Hindi-Add-Blogger
Feedburner par jaane ke baad apni blogger websites ka URL dale saamne ek tick ka options milega usse tick kare aur next button par click karde. Ab ek new page open hoga usme next button par click karna h.
Ase 4-5 Page open hoge jissme aapko sirph next button par click karna h. Mani bhi apni feedburner id abhi banai h bulkul aasan h.  Aap assani se apni feedburner id bana sakate h. 4-5 bar bar next button par click karte hi aapke samne kuchh asa page aayegi jo aap niche images me dekh sakate h.

Feedburner-ID-Create-Hindi-Add-Blogger

 Congratulations ab aapki Feedburner ID ban chuki h.

🎩 Ye Bhi Janiye Hindi Me:-



Chliye ab  jante h ki Feedburner ko blog me add kaise kare Hindi me step by step.

How To Add Feedburner ID In Blogger Hindi Me Jaaniye

Sabse pahle to feedburner id me edit profile par click kare aur yaha se original feed ko copy kare.
Hindi-Add-Blogger-Feedburner-ID-Create

Ab blogger ke dashboard  me jaaye. Phir settings par click kare aur phir baad me other par click kare.
Ab yaha par apni feedburner id ko paste karde aur save setting par click karde. Ab sabhi post aapke site ke subscribers ke paas automatically pahuch jayege.  Ab aapne ek successfully Feedburner Id bana li h aur use blogger me add bhi kar diya h agar nhi kiya h to jaldi kijiye Feedburner id banaye aur blogger me add kar dijiye kayuki ye aapki website ke liye bahut hi important h.    

Hindi-Add-Blogger-Feedburner-ID-Create
 dosto agar koi problem hoti h feedburner id banane me ya blogger me add karne to comment ke madhyam se help lena na bhule. Aur dosto aapko ye artical achha laga ho to social media par share karna na bhule.
Aap hame social media par bhi follow kar sakate h.

🎩 Ye Bhi Janiye Hindi Me:-

और नया पुराने

Popular Post

loading...