Dost agar aap blogger par new h to sabse badi problem aapko apne tempalates ki hoti h.Agar blogger templates aap bana bhi lete h baad sabse badi problem aati h uska naam h ki apne blogger templates me post images ko kaise seo our responsive banaye. Aapko pata hona ki chahiye ki blogger post ko search engauge me top 10 result me laane ke liye blogger post ki image ko seo optimization hona bahut important h.
How To Make Blogger Post Image Seo Friendly N Responsive Hindi Me Janiye.
Apne Blog Templates Ki Images Ko SEO Optimized Kaise Banaye.
Jab bhi apna Blogger post write kare tab small size ki images ko upload kare.
Jayada images upload na kare kayuki jayada images se upload karne se aapki site ki loading speed decrease ho jati h.
⇨Ye bhi janiye hindi me step by step:-
• Blogger Templates Ko Mobile Friendly Kaise Banaye
• Blogger Post Title Ko Kaise Seo Friendly Banaye
• Blogger Post Title Ko Kaise Seo Friendly Banaye
Apne blogger temlates me auto alt tags HTML scripts add kare.
Blogger post me images ko upload karne se pahle uska name chage kare apne post ke
keyword ke hisab se.
Image ko blogger post me upload karne ke baad uski property change kare apne keyword ke
hisab se. Like this images property:- Blogger-Post-seo-images ye mery is post ki images ki property
Image ko blogger post me uplad karne ke baad uski caption write kare.
Image ko upload karne ke baad blogger post me uski sahi position choose kare.
⇨ Ye bhi jaaniye hindi me step by step
• Blogger Templates Ko Mobile Friendly Kaise Banaye
• Blogger Post Title Ko Kaise Seo Friendly Banaye
• Blogger Post Title Ko Kaise Seo Friendly Banaye
Conclusion:-
Maine jo aapko blogger post ki images ko seo friendly banane ki tips di h ye sabhi tips main follow karta hu. Maine apne base par aapko sabhi tips di h aap bhi aapni blogger post images ko seo friendly banane ke follow kar sakate h. Aapke post ki image fully seo friendly ho jaayegi. Agar aapko koi problem h ya kuchh puchhana chahte h to comment form ko use kare. Aapki puri help ki jayegi. Jo mere came peter h vo jarur apni baat share.Agar aapke templates ki images seo optimize nhi h to aapki site zero h. Kayuki Google ke first 20-25 search result me vahi site samil hoti h jo fully seo our responsive optimized hoti h. Agar aap bhi apni blogger site ki images ko seo optimized karna chahte to main aaj aapko kuchh important tips batata hu jis se aapki blogger site fully seo optimized ho jayegi.