Hi, Friends aaj ham janege ki apne blogger post title ko fully seo kaise banate h vo bhi Hindi launguage me.Pahle to ye jaate h ki Blogger Post Title ko seo banane ke kya fayade h. Sabse bada fayeda yhi h ki  aapke sabhi post google search me pahle show hone lagte h. Yani Google ke frist page par. Jiske karan aapki site ki alexa rank bhi increase hoti h. Our Aapki site ke visitor bhi increase hote h. Aap ye bhi kah sakate h ki seo post title ke bina chahe koi bhi  site ho vo zero h. Yani ki ek achhi si branded site banane ke liye jo sabase pahala kadam h vo yahi h ki aap apne blogger post title ko seo banaye.

Blogger Post Title Ko Seo-Friendly Kaise Banaye - Hindi Me Janiye

 Hindi Me Janiye Step By Step

⇨First step apne blogger post title ko short banaye. Apne blogger post title ke characters ko 60-65 ke under hi rakhe. Jase ki mere is post ka title h.
⇨Mere is post ka title fully seo h aap bhi apne post me is prakar ka title write kare. Aapka post title bhi seo friendly ho jayega.
⇨Post title me sabhi characters ke pahle content ko capital rakhe. Yani frist text ko bada likhe. Jaisa ki aap mere is post title me dekh rahe h.
⇨Apne bogger post title ke URL ko bhi short banaye main aapko kuchh URL ke examples dekar samjata hu.
(http://www.google.com/page/detail.h&a/602-9916742-3067840?_encoding=UTF8frombrowse=1gkyt=848908 )
( http://maps.google.com/maps?f=ggq&6575=en&qggm=984568115&ie=UTF8&z=1f2&ogm=1 )  ye post URL seo optimize nhi h ye search engine me top list me show nhi hoga. Ab aapko main fully seo       our search engine optimize post URL ka example dikhata hu.

     ⇨ Ye Bhi Jaaniye Hindi Me:-          


"http://www.hindimejaaniye.in/2013/05/13/how-to-make-blogger-post-title-seo"

"http://www.hindimejaanye.in/how-to-make-blogger-post-title-seo"


Ye dhono hi URL fully seo h aap is tarah ka post URL use karke apne post title ko fully seo bana skate h.
Ab aapke mind me ye question aayega ki post title URL ko seo our short banaye kaise, To chaliye main ye bata deta hu ki post title URL ko short form me kaise laate h.
Pahle apne blogger ke dashboard me jaaye our HTML edit  bottom click kare.

Releted Keywords :- 

  • wordpress post title seo. seo title for blog post. blogger me post kaise kare. blogger par post kaise likhe. blog post ko promote kaise kare. seo friendly blog post kaise likhe. blog me new post kaise upload kare.

Now search this code:-

<title><data:blog.pageTitle/></title>
 Ab aapko ye html code delete karne h our ye niche vaale code paste karne h. Paste karne ke baad apne Templates ko save kar de.
<b:if cond=’data:blog.pageType == &quot;item&quot;’>
<title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></
title>
<b:else/>
<title><data:blog.pageTitle/></title>
और नया पुराने

Popular Post

loading...