Ye problem jyadater 1GB se kam RAM vaale smartphone me hoti hai.  aapke paas bhi 1GB se kam RAM ka smartphone hai ya is se b jayada RAM ka. Ager aapka android phone bhi hung hota h ya slow work karta h. Ya phir aap anpne smartphone ki speed faster then faster karna chahate h.  To ye kuchh important tips h. Aap in tips ko  apne android phone me apply kre.

Aapka android phone kabi hung nhi hoga. Aapke smartphone ki speed bhi 200% tak increase ho jaayegi. Faster Then Faster

1. Update your smartphone firmware :- 

Apne smartphone ke new features ko  Update karte rahna chahiye. Company apne smartphone ko new features or new look se update karti rahti h. but hum usko update nhi karte. jis se hamre phone ki speed optimize nhi ho pati.  Hame 3-4 month ke  baad apne phone ke firmware ko update kr lena chahiye. firmware update Karane se smartphone ki speed increase hoti h.

2.Reset your smartphone :-

Aapne agar apna smartphone kaphi time se reset nhi kiya h. To apne android phone ko reset kare. Reset karene se aapka smartphone new look me dikhega. Aapke phone se sabhi files or apps delete ho jaayege. Reset karne ke baad aapka smartphone new look me on hoga. Aapke smartphone ke sabhi function sahi work krege. Aapke Android phone ki speed bhi optimized ho jaayegi.

3. Important apps :- 

kuchh important apps h jo aapke  phone  ki memory or sabi apps ko boost karte. Aap in apps ki madat se bhi apne android phone ki speed increase kare skate h. Smartphone ki speed increase karne ke liye vase to kaphi apps h jo aapko Google play store mil jaayege  par main aapko 2 top-popular apps batata hu. Jo harek smartphone user use karta h.

          1. cleaner master app :-

Ye app smartphone ko boost karne k liye sabse best app h. Aap is app ko free me google play store se download kar sakte h. Is app ki size aapko 13-18MB tak milegi. Ye app aapke smartphone ki speed bhi increase krta h. Sath me aapke android phone ka temperature bhi batata h. Ye app aapke android phone ka temperature decrease bhi karta h. Ye app bhi aapke android phone ki speed fast karne ke liye 1 achha option h.

            2.DU Speed Buster :-

Ye app bhi aapke smartphone ki speed fast karne ke liye best option h. Is app ki size aapko 8-12MB ki milege. Ye app aapke smartphone  ki internet speed bhi batata h. Smartphone ke sabhi a ki speed increase karta  h. Ye app aapke smartphone ki internet speed increase karta h. Aapke smartphone ki RAM memory other android function sabhi ko boost karta h. Aap is app ko download karte h to aapke smartphone ki speed increase 100% hogi. Ye dono hi apps smartphone ki speed increase karne ke  best h. In aaps ko aap apne smartphone me use karye. aapke smartphone ki speed 100% increase hogi.
                                                Hindi Me Jaaniye:-    Smartphone Ki Internet Speed Kaise Increase kare

4. Restart Smartphone :-

                                Aap apne smartphone ki speed apne smartphone ko restart kar ke bhi bada skate h. Smartphone restart karne se phone ki internal sath me external memory refresh hoti h. Smartphone ke sabhi apps plus settings bhi refresh hote h. Aap apne smartphone ko 3-4 din me 1 bar restart jarur kare . Asa karne se aapke smartphone ko kisi parkar ki koi hani nhi hoti h. Smartphone ka  switch on kre tab 2 minutes ke liye apne smartphone ko use na kre. Yani jab tak aapka smartphone achhe se load na ho tab tak use na kre.

5.Reset Android phone apps :-

Androids phone me aap phone ke sabhi apps ko reset karke bhi speed increase kare skate h. Ye feature 4.0 versions ke uper vale smartphone me hi milta h.

6. Important tips :-

*Jayada background process na chalaye.
*Jyada apps install na kre.
*Smartphone ke home pages par faltu ke apps na rakhe.
*Aapne smartphone ke sabi apps ko update karte rahna chahiye . 
*Other launcher  use na Kare.

Releted Keywords :-

  • android phone speed up smartphone speed up app android phone speed booster android phone speed increase speed up my android phone app apne android phone ki speed kaise badhaye android mobile internet speed booster best android phone with high speed internet android phone ki internet speed kaise badhaye how to increase android phone internet speed how to boost android phone internet speed how to increase your smartphone jio phone internet speed.

और नया पुराने

Popular Post

loading...