Sabhi apni personal files,folders ko android phone me hide karke rakhana chahta h. Lekin sabhi log android phone me files ko lock karne ke liye alag se apps download karte h but main aaj aapko asi tricks batauga jisme aapko folders ko hide karne ke liye app locker ki jarurt nhi padegi. Main aaj aapko ek nhi dho tricks batauga folders ko lock karne ki. To chaliye jante h how to hide,locked smartphone files without any application hindi me step by step.

⇨Ye bhi janiye hindi me:-

                                  
Smartphone+Me+Files+Folders+Hide+Locked+Kaise+Kare

Android Phone Me Files,Folders Ko Locked Kaise Kare Hindi Me Janiye

1.First Trick - 

Sabse pahle to file manager me jaye ab jis bhi files ko hide karna chahte h us files ka name rename karna h. Kaise kare example Dekhiye :-
Maan lijiye files Name h ye - 
Hindi Me Jaaniye.mp3
Hindimejaaniye.in.3gp
Hindi Me jaaniye.png 

Rename ase Karna h - 
Hindi Me Jaaniye
Hindimejaaniye.in
Hindi Me jaaniye

Yani ki last ke name ko delete karna h. Jaise video me last ke word ase hote h - mp4,3gp,HD.etc Inko remove karna h. Mobile me in word ko delete karte hi file phone me open nhi hoti h. But computers (PC) me ye files open hogi. Ye tricks only smartphone me files aur folders ko lock karne ki.

⇨Ye bhi janiye hindi me:-

2.Second Tricks - 

Vase hi jis bhi files ya folders ko locked karna h usko copy kare aur Android naam ke folders me pasting  karde. Ab ye files direct other app me nhi dikhai degi. Only Android naam ke folders me aap in files ko dekh sakate. Yani ki maan lijiye aapne kisi photos,videos,images ko Android name ke folder me paste kar diya. Ab ye video-images direct video player,Photos gallery me dikhai nhi dege.

Dosto umid h aapko ye articles(Smartphone me files,folders ko hide , lock kaise kare) pasand aaya hoga so ise social media me apne friends ke sath share karna na bhule. Aur kuchh puchhana chahte ho to niche comment kare.

⇨Ye bhi janiye hindi me:-

hide file ko unhide kaise kare mobile me file kaise hide kare hide app ko unhide kaise kare.whatsapp hide kaise kare. mobile me app kaise chupaye.app hide karne wala app.apps ko chupane wala apps.mi phone me app hide kaise kare hide photo kaise dekhe. hide app ko kaise dekhe.

और नया पुराने

Popular Post

loading...