Dosto aaj ka hamara vishaye h YouTube videos ke views kaise badhaye. Log YouTube channel par videos to upload kar dete h par unke views increase nhi hote. Iska sabse bada karan h ki vo achhe se videos ko YouTube me upload nhi karte. Agar aapke videos views kam h to aap thodi si mehnat aur karye videos ke likes jarur badege. Jayadater log ek dam se videos upload kar dete yani usko upload karne ke baad check nhi karate sabhi setting sahi h ya nhi plus YouTube videos ke keyboard,tags ko check nhi karte. YouTube videos ke views badane ke liye in tips ko follow kare videos ke likes jarur badege.
⇨Ye bhi jaaniye hindi me:-
• YouTube videos se paise kaise kamaye hindi me jaaniyeIncrease YouTube views |
YouTube Videos Ke Visitors Kaise Badhaye Hindi Me Janiye
Add Perfect Tags And Describes
YouTube videos ke likes badane ke liye describes sabse important hota h. So jab bhi youtube channel me videos upload kare tab videos se related describe write kare. Describe me apne best keywords use kare taki Google search results me video top result me aaye. Plus videos ki category asi choose kare jo search results me jayada aaye. Yani ki category ka naam asa hona chahiye jisme aapke videos se related keyword bhi ho.
Videos ka title sahi likhe
YouTube par videos upload karte hi title write kiya jata h isme bhi video se related keyword hone chahiye. Title small size ka hona chahiye. Jayada jankari ke liye aap google me search karke dekhe apni videos ko aur aapki videos se related others YouTube videos ko bhi dekhe. Aur inko ab compere kare aur inme smantaye khoje. Ise aapko pata chal jayega ki YouTube videos ke visitors kaise badhate h.
Related Keywords:-
यूट्यूब सब्सक्राइबर कैसे बढ़ाये. Subscriber Kaise Badhaye. Youtube par subscriber kaise badaye. youtube Channel par subscriber kaise badhaye. youtube pe subscriber kaise Badhaye.
youtube ke Subscribers Kaise badhaye. youtube subscribers kaise badhaye in Hindi Main. यूट्यूब पर सब्सक्राइब कैसे बढ़ाये. यूट्यूब पर सब्सक्राइबर कैसे बढ़ाएं.
⇨Ye bhi jaaniye hindi me:-
• YouTube videos se paise kaise kamaye hindi me jaaniyeImage Thumbnails Sahi Lagaye
Jab koi video ko YouTube par upload kare to uske baad thumbnails bhi upload kare aur images thumbnails ase hone chahiye jo visitors ko apni aur aakirshit kare aur vo video ko dekhane ke majbur ho jaye.
Videos Ka Size Kya Rakhe
Youtube par apne channel par ase videos ko jayada upload kare jis videos ki size 3-5MB Yani ki jayada bada bhi nhi aur chota bhi nhi. sahi hisab ka video upload kar.
Facebook Se YouTube Videos Ke Visitors Badaye
Jis ke paas youtube channel ke jayada subscriber nhi h vo apni videos ko facebook par share karta h. Aap bhi apne channel ke visitors badane ke facebook ka sahara le sakate h. Aap bhi videos ko groups ya facebook pages par share karke achha khasa traffic bana sakate. Maine bhi Facebook par apna group banaya h jiska naam h Funny Videos Aap join kar sakate h. Is group me shamil hona h to niche comment kare.
⇨Important:-
Ye sabhi tips follow kare jab bhi videos ko apne youtube channel par upload kare. Aapki YouTube videos ke views jarur badege plus koi dikat h to niche comment kare aapki puri help ki jayegi.
⇨Ye bhi jaaniye hindi me:-
• YouTube videos se paise kaise kamaye hindi me jaaniye