Site ka logo banana  bahut  hi  aasan  h  bas  thodi  si  mehant  logo  ki design me lagti h. Apni blog site ke logo ko banate time design me thodi mehnat kare our thoda sa time apne site ke logo ko de. Kayuki site me 1 logo ki kimat to aap jaante hi h. Sabse pahle visiters aapki site ka logo hi dekhte h. Agar aapki site ka logo attractive h to aapke visitors bhi increase hoge. Ab jaante h ki how to make website logo Hindi me.

Blogger Websites Ke Liye Logo Kaise Banaye Hindi Me Janiye

Sabse Pahle main aapko batana  chahuga ki aap apni site ka logo smartphone me bhi bana sakate h our computer me bhi. Main aapko dhono ke bare me batauga ki Android phone me logo kaise banate our computer me kaise. Pahle main aapko smartphone me logo kaise banate h uske bare me Batauga.

Ye bhi jaaniye hindi me step by step:-

How To Remove Footer Credit Link From Blogger Templates

Android phone me logo banane ke liye aapke paas ye apps hone chahiye.

1.Pics Art.
2.Photo Editor.
3.Air Brush.

Jaruri nhi h ki logo  ko banane ye sabhi apps aapke  paas hone chahiye. App in apps me se kisi 1 app se bhi apni site  ka logo bana  sakate h. Par aap in tino apps se apni  site ke logo ko our jayada design de sakate h. Jis se aapki site Ka logo our Jayada attractive our beautiful dikhega. Android phone se   aap in apps se apni website ka logo bana sakate h. Maine bhi apni website ka logo eni apps se banaya h smartphone me so aap bhi apni website ka logo smartphone me bana sakate.
Ab jaante h ki computer me websites ka logo kaise banaye.
Computers  me aap apni site ka logo photoshop  software me bana sakate. Vase computer se  banaya gaya logo jayada clear dikhata h. Computer me website ka logo banane ke aapke paas photoshop application ki jaankari honi chahiye.  Apne   computer me aap    apni site ka logo online internet ke jariye bhi bana sakate. Lekin Internet par kuchh site logo banane ke paise leti h our kuchh free h. 

Main aapko un websites ke name batata hu.

Post a Comment

और नया पुराने

Popular Post

loading...